
(0:00) Intro
(0:48) Dua mangne ke baray mein Allah ka hukam
(1:23) Dhamki un logon ke liye jo samajhtay hain ke humein dua mangne ki zarurat nahi
(3:11) Dua mein takabbur
(4:04) Ghairatmand ke samne nashukri karne se nemat chhin jati hai
(6:10) Allah dua mangne / na mangne walon ko duniya mein barabar nematein kyun deta hai?
(6:45) Dozakhi: jo Allah se mangne mein takabbur kare
(7:07) Qur’an mein paighambaron ki duaein aur ghafil insan
(8:29) Dua parhi ja rahi hai, mangi nahi ja rahi
(9:00) Har maslay ka hal taweez / wazeefa batane walay TV ke aalim
(9:57) Hazrat Yunus (AS) ki dua ki taseer
(11:12) Hazrat Zakariya (AS) ki dua ki taseer
(12:20) Hazrat Yaqoob (AS), Nooh (AS), Musa (AS), Yusuf (AS) ki duaein ki taseer
(13:49) Dua mein dil na lage to?
(15:46) Dil na lagne par ibadat karne ka double sawab
(16:16) Garmi ke rozon ka sawab (Sahaba (RA) ki seerat se sabaq)
(17:07) Ibadat mein lazzat ka maqam
(17:37) Mehboob ke liye takleef uthana ka maza
(17:59) Mohabbat mein maar khane ke gham ka bhi maza
(18:37) Sahaba (RA) ki Allah se mohabbat
(18:56) Aqli mohabbat: hukam samajh kar amal karna
(19:13) Tab’ee mohabbat: jo dil ki chahat ban jaye
(19:27) Dil lage ya na lage, dua mangne ka hukam
(19:44) “Ya Allah madad” ki dua se mushrik ke dil ki tangi
(21:19) Dua ka mamool banaein
(32:18) Ikhlas: dua ki shart
(32:51) Dua mein rona
(33:08) TV / mayyat par masnooi rona dhona
(34:46) Rona: dua ka adab
(34:55) Dua mein mic aur cheekh o pukar karna?
(35:10) Aajzi se mangi hui infiradi dua
(35:50) Dua yaqeen ke saath mangni chahiye
(36:52) Dua mein umeed aur tasalli
(37:58) Mangi hui cheez ka nemul-badal mil jana = qabooliyat ki soorat
(38:24) Maqsad hasil ho jana = qabooliyat ki soorat
(39:14) Mufti Sahab ke paas ek unique case
(39:28) Hamara rizq hamari zarurat se zyada hai
(40:12) Mufti Sahab ki iftari
(40:58) Sukoon mil jana = qabooliyat ki soorat
(41:19) Museebat tal jana = qabooliyat ki soorat
(41:50) Pareshani ka nemat mein tabdeel hona (misal: Hazrat Yaqoob (AS) ki dua Yusuf (AS) ke liye)
(42:23) Allah ke “office” mein file jama karane ka faida
(44:39) Karachi gutter ke dhakkan par majlis ka waqia
(44:54) Hidayat ki dua sab se badi dua
(45:32) Biwi, bachay, shohar ko aankhon ki thandak banane ki dua
(46:51) Ramzan 2026 mein paar lagane ka amal: dua ki aadat
(47:11) Hadith (dua qabool hona kab band hoti hai?)
(47:36) Baar baar gunah ki aadat ka hal
(48:39) 100 baar tauba tootne par 100 baar maafi — mayoos gunahgaron ke liye khushkhabri
(49:33) Hazrat Umar (RA) ka malfooz
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.